Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah MeinKhuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro LenaaKhud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah MeinFarishton Ko Kahan Hasil Toba Ki LazatKhata Karnaa Hay Fitrat-E-Insaan MeinKhushiyan Muqadar Say Milti Hein YahaanGham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan MeinKhudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko KhaliALLAH (Azzwajal) Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar MeinDuniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa NayaabK Tanha Rehnaa Hay Qaber K Makan Mein
No comments:
Post a Comment